Wo dost tha mera magar dushmani nibha gaya Wo jaate jaate apni haqeeqat bata gaya Bekasoor hona bhi ek jurm hi tha mera Gunah karke khud mujhe mujrim bana gaya
************************************************
jiske deedaar ko tarasti thi ye nazre jiski yaad me chup chup ke rote the jiske liye fanna hue dil-o-jaan se jiske liye sapne sanjote the aaj wahi aks dil ko dard deta hai aaj wahi yaadein seene me chubhti hai aaj wahi ishq pe taras aata hai jisme ham deewaane hue phirte the
************************************************
Pyaar tum naa karo iska koyi gam nahin Bewafaa mat kaho Bewafaa hum nahin Jhoote waade karein Woh sanam hum nahin Bewafaa mat kaho Bewafaa hum nahin
************************************************
Jinna Khatir Vechiya imaan asi ona hi keh beimaan dita jinna layi jhalle hoye firde sa ona hi pagal gardaan dita ikko zindgi ch kita kaarnama dil ona naal la baithe kiti ona bewafayi gholiye waliya te maut naal sanmaan dita
************************************************
Be-sabab rooth rooth jaaye koi ab kahan tak use manaye koi Hum pe aur be-wafaai ki taumat kuchh khuda ka to khauff khaaye koi Pyar se maange to jaan bhi haazir aaye sau baar aazmaaye koi Hum to daata usee ko maanenge pyar ki daulat jo lutaaye koi Wah-e-chaman, Gul-e bahar kya kare jab inhe raas na aaye koi Apne dushmanon se to hum nipat lenge mere doston se to mujhe bachaye koi
************************************************
Bewafai Ke patharo Se Mujhe Tab se Darr Lagne Laga hai Ke Wafa Ke Mahal Kaanch ke Hote hai Jabse Yeh Pata Chala Hai
************************************************
Kafan na dalo mere chehre pe Mujhe aadat hai muskurane ki Na dafnao meri laash ko abhi Mujhe umeed hai uske aane ki
************************************************
Apne geeton ko hothon par saja kar laaya hun apne ashkon ko khoon mein bhigo kar laaya hun apne sulagate armaano ki roshni se teri mahfil ko sajaane aaya hun Bewafai ka teri zikar nahi hoga hothon par bhi uff talak nahi hoga mehandi rachegi doli bhi uthegi dhadkano ka chahe dil mein toofan hoga Apne iss pyar ke unn hansi palon ko main nagmon mein sanjo kar laaya hun
************************************************
Marr jaate hum unhe haal-e-dil batane ke baad Par kambakhat maut hi us pal se pehle aa gayi
************************************************
Maine chaaha jise dilo jaan se Usne dhokaa kiya mere imaan se Jiske pyaar me andhaa huaa tha main Usne Hi milaa diyaa shamsaan se
Jab dil toot-ta hai to awaz nahi aati Mohabbat har kisi ko ras nahi aati Ye to apni apni baat hai yaaro koi to bhula nahi pata Aur kisi kisi ko yaad nahi aati
************************************************
saamne reh kar vo mere mujhko zakhm aise deta hai jaise usko pyaar karne ki saza vo mujhko deta hai jaane kitni baar kaha humko aaj bhi tumse pyaar hai badlunga na mai kabhi dil se karta vo iqraar hai hum bhi kitne naadan the jo yakeen uska kar liya kitna paak tha pyaar mera vo sara usi se kar liya? kaise keh du mai usko kuch, jo kabhi sirf mera imaan tha begunaah hai vo shayad in paak rishto se anjaan tha kuch bhi kehna nahi chahte us se mgr halaat mazbur kar dete hai na chah kar bhi vo harpal ik nya zakham mujhko dete hai na samajh sake vo mera pyaar na samjhi meri dosti khud ko jala kar bhi humne deni chaahi usko roshni kuch bhi ho is dil ko unse pyaar hai gum nahi dungi khushiya is baat ka iqraar hai
************************************************
Aaj uski mahobaat me kami dekhi chand ki chandni me bhi kuchh nami dekhi main lout aya wapis jab auron ke sath uski mehfil jamti dekhi
************************************************
jal ke khakh ho gaya dil ankho se roya na gaya zakham kuch aise mily ke phoolo pe bhi chain se soya na gaya
************************************************
Bar bar zindagi ko aazmaya hai hamne Har pal har lamha sirf gam paya hai hamne Dil ke tukde usi ne kiye hai hamare Dil ki gehraiyo me jise basaya hai hamne
************************************************
CHAHTE HAI TUJHE BEWAFAAI KI SAZA NA MILE TUHJE IS KHITAB SE KABHI RAZA NA MILE LAKH BADAL JAYE TERE CHAHNE WALE PAR UNHE CHAHNE ME TUJHE WO MAZA NA MILE
************************************************
Bewafa teri bewafai pe bhi naaz hai hum ko kyu ke tune bewafai bhi ki to wafa ke baad
************************************************
Mat Puchho Mere Dil Ka Haal Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aayenge
************************************************
Teri bewafai ke jakham jab jab yaad aaye bebus ashq meri aankhon me chhalak aaye wafao se tola hai tune meri wafao ko kash koi kisi ko is tarah kabhi na aajmaye darta hai dil ab to apni hi tanhai se kahi jaam-e-wafa chhalak hi na jaaye
************************************************
Ek din jana to tha magar Aise mera dil thodkar to nahin Thumhare bina main jee loongi magar In yaadon se tum jaate kyun nahin?
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain, Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain, Kyon dosh dete hain hum kaanto ko, Zakhm to humne phulo se hi paya hain.
************************************************
Aaj teri yaaad ko seene se laga ke roye, khayalo me tujhe pas bulake roye, haazar baar pukara tujhko tanhai me, har bar tujhe paas na pakar roye.
************************************************
Dil yeh nadaan na samjhe duniya ki rashmo ko, Chali hai ishq ka izaar karne.. Lakh manaya padh phir bhi na mana kamwaqt ne Zaher pi karr bhi rok na paya Aankhon ki aasuyon ko.
************************************************
In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaan Isme chupa hai mohabbat tere liye Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad Jisme ek tajmahal banayenge tere liye.
************************************************
Kar diya kurban khud ko, hamne wafa ke naam par, Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par.
************************************************
Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke.. Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke.. Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe.. To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke
************************************************
Usey Kehna K Mere Marny Par Aansoo na bahay.....! K Mujhe Apni Mout Sy Ziada Usky Aanso ka dukh ho ga.
************************************************
Mujhe aaj bhi uske pyaar ki shiddat ronay nahi deti Wo Kehte The Mar Jayenge Tere Aansun K Girne Se Pehle...
************************************************
Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi, Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki. . Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar, Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti... Gham hain use hum rok na sake - a sad shayari Gham hai ki woh hume samajh na sake, hum mil karr bhi mil na sake, do pal ki khushuyan thi meri zindegi mein, gam hai ki ushe v hum rok na sake
************************************************
dil mein patthar rakh ke unse mooh mora humne, khud ko tod k unka dil toda humne, na jane kitane sitam saha tere liye is dil ne, padh kuch gila v na kar paya humne Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi, milte milte yeh dooriyaan badti gayi, na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam, dil mein ek andhera si cha gayi.
************************************************
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake
************************************************
Dard se hath na milate to or kya karte, Gam ke aansoo na bahate to or kya karte. Usne maangi thi humse roshni ki dua, Hum khud ko na jalate to or kya karte
Honth Thak Gaye Hain Manaa Manaa Kar, Aisa Sang Dil Yaar Mila Hai. Jisne Pyaar Bhi Diya Rula Rula Kar...!!!
************************************************
ina Bataye Usne na jane Kyu ye Duri Kardi, Bhichhad Ke Usne Mohabbat hi Adhuri Kardi, Mere Mukaddar me Gham Aye to Kya Hua, Khuda ne Uski Khwaish to Puri Kardi....
************************************************
Gum Hai Ki Woh Hume Samajh Na Sake, Hum Mil Kar Bhi Mil Na Sake, Do Pal Ki Khushiyan Thi Meri Zindegi Mein, Gum Hai Ki Use Bhi Hum Rok Na Sake..
************************************************
Ladki Sath Ho To- Hotel Bill, Ladki Door Ho To- Mobile Bill, Ladki Door Ho Jaye To- Daru Ka Bill, Is Liye Na Lagao Dil, Na Ayega Bill,
************************************************
Kash Jate Hue Waqt Ko Rok Pate, Dosti Me Bitaya Har Lamha Jod Pate, Na Jane Kitni Yadain Dosto Ne Di Humai, Kash Unke Liye Zindegi Pichhe Mod Pate.
************************************************
Bikhre Ristey Ko Koi Roop Dedo, Khilte Phoolo Ko Thodi Dhoop Dedo. Aap Ki Yaad Aayi To Sms Kiya Humne, Aap Bhi Hamari Yaad Ane Ka Koi Sabut Dedo.
************************************************
Roshni Ki Tarah Aapki Zindagi Me Noorr Ho, Kabhi Na Hum Ek Dujhe Se Door Ho, Agar Bichhde Toh Iss Vado Ke Sath Ki, Maut Ke Baad Bhi Apni Yeh Dosti Zarur Ho.
************************************************
Great Lines.. Aapki khushi me aapke sath Sirf wo Hoga Jisse Aap Pyar katre hain Par Aapke Gum me sirf wo hoga Jo Aapse Pyar karta hai..
************************************************
Anshu bahane se haton ki lakir nehi mit ti jhoot bolnese sachai nehi chupta tere kehenese me bhool nehi sakta bin tere ek pal ab me jeenehi sakta,
************************************************
Woh aatey hain to dil man ik kassak si mehsoos hoti hai, Main dartaa hoon kahin iss ko mohabbat to naheen kehtey..
************************************************
Ye Meri Talash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Kasoor..!!! Jise Dil K Jitna Qareeb Laaoo Utna Hee Be-wafa Nikalta Hai..!!!
Kisi Ki Yaad Ko Dil Mein Basa Ke Roye Kisi Ki Tasveer Ko Seeney Se Laga Ke Roye Jo Wada Kia Tha Hum Ne Kisi Se ... Hum Us Wady Ko Nibha Ke Roye Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nahi Thi...[n] Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye Jis Ne Hamein Apne Qadmon Tale Bhi Jaga Na Di
************************************************
Humne Manga Tha Saath Unka, Woh Judaai Ka Gum De Gayee, Hum To IN Yadoon Ke Sahare Jee Lete, Par Woh Bhool Jane Ki Kasam De gaye.....
************************************************
Royi Kuch Is Tarha Se Mere Jism Se Lagke Wo, Aisa Laga Jaise Kabhi Be-wafa Na Thi Wo, Humne Dard Uska Samjha, Magar Wo Mera Dard Samjh Nahi Pai.
************************************************
Halaton ne unhe itna majboor kar diya, ke lachar hoke wo gamo me doob jane lage, Jinhe thi har kadam mere sath ki aadat, meri duniya se aaj wahi door jate rahe, Zamane ki janjeeron se the hum jakde is kadar, Samne hi mere gair unki maang sajate rahe, Meri zindagi ab kisi aur ki amanat bani, ek hum hi the jo ispe bhi mahfil me taali bajate rahe…
************************************************
Barang Tumari Duniya Hai Barang Meri Tasveer Bani, Befawa Mari Kismet The Befawa He Mari Takdeer Bani… Kis Kis Bewafa Se Ru-Baru Karayein Aapko Jb hamari pehli mohbbat hi bewafa nikli… Kehte the saath denge zindagi bhar, magar aaj waho hame chod kr jaa rahe he, Meri bebasi to dekho dosto khade he paas,magar rook na paa rahe he…
************************************************
Juda Ho Kr Wo Hmse Kabhi Kush Na Rehpayegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hmse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi…
************************************************
Roo Roo Kr Gujarti Hai Mere Raate, Yaad Aati Hain Teri Har Mulakat Wo Haseen Baate, meri raate…Jane Se Pehle Ek Baar Bata To Diya Hota Ayesha, Hm B Tere Sath Ye Duniya Chod Jate…
************************************************
Hamein Pata Tha Teri Mohabbat Ke Jaam Mai Zeher Hai, Tery Pilany Mai Itna Khus Tha Ke Hum Thukra Na Saky…
************************************************
Usse apni zid ki fikar thi…. Muje apne pyar ka khayal tha…. Na mil sake hum fir kabhi…. wo Hamari Mohobbaton Ka Zawal Tha Mere Liye Uska Sath Hi Sab kuch tha…. Uske liye ye sab mazak tha…. Usse bas apni manzilo ki fikar thi…. Aur yaha Mere Zindagi Ka Sawal Tha….
************************************************
Intzar Ki Aarzu Ab Kho Gayi Hai, Khamoshiyo Ki Aadat Ho Gayi Hai, Na Sikwa Raha Na Shikayt Kisi Se, Agar Hai To Ek Mohbbat, Jo In Tanhayion Se Ho Gayi…
************************************************
Nasha Hum Karte Hai, Ilzam Sharab ko Milta Hai, Magar Ilzam Sharab Ka Nahi Unka Hai, Jinka Chehra Ham Har Jam Me Nazar Ata Hai…
Tumhari yadon se koi nata nahi tha, pr tumhe bhool jana hame aata nahi tha, yun to umar gujri hai tumse pehle bhi tanha meri, magar tab akelapan hame yun satata nahi tha...
************************************************
vo juda ho ke bhi meetha dard de rahe hai dur reh reh ker fir se pass aane lage hai fir se kyo voh kyon yad aa rahe hai jin ko bhulane me hame jamane lage hai
************************************************
Tmhari zarurat ko pyar samaz bethe Phli mulaqat ko shurwat samaz bethe KonSi kasar chhoda tha hmne pyar me Jo hmare dil koKhilona Samaz Baithe
************************************************
phoolo ke aanchal mai kuch kami si hai, teri aankho mai kuch nami si h, meri mohabbat ko thukra kar jane vale ye to bta de ki meri "mohabbat mai kya kami h.
************************************************
Zindgi kitni haseen thi jab na kisi se mahobat thi aur na kisi se nafrat Zindgi me ek din ajib modh aya jab mahobat ek se huyi aur nafrat dunyaa se
************************************************
Guzar jayege aapke pas se hawa bankar, beh jayege ankho se aansu bankar, aaj to aapke pas fursat nahi, yaad karoge jab reh jayege dil ki yaad bankar.
************************************************
Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna, kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna, pyar to hum dono ne kiya tha, lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
************************************************
Tere liye khudko majboor kar liya, zakhmo ko apne nasoor kar liya, mere dil mein kya tha ye jaane bina tune khudko humse kitna door liya.
************************************************
Ab Ke Rut Badli Tou Khushbu Ka Safar Dekhay Ga Kon ? Zakham Phoolon Ki Tarah Mehkain Gain Per Dekhay Ga Kon ? Dekhna Sab Raqs-e-Bismil Mein Magan Ho Jayein Ge ... Jis Taraf Se Teer Aaye Ga Udher Dekhay Ga Kon ? Zakham Jitnay Bhi Thay Sab Mansoob Qaatil Se Howay
MUJHE CHHOD TANHA TERE JANE KE CHARCHE HAIN TERE MERE KYA SARE JAMANE KE CHARCHE HAIN US CHARCHE KI KASAM AB AUR CHARCHE NAHI CHAHTA PAR AB TERE WAPAS LAUT AANE KE CHARCHE HAIN
************************************************
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho wo dua kya karu jisme asar hi na ho Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar kya pata agle pal meri umar hi na ho
************************************************
dard-e-dil kisi ko hum btaya nahe Karte zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte Gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte Naam us ka hum liya nahe karte
************************************************
Jadon saath chadeya sadi parchayi ne Tanhaian palle reh gayian Bas fer tan sadi zindgi vich Oh dera la ke beh gayian Tu jis pal sathon vichdi si Oh ghadiyan chete reh gayian Tere ton pichhon ni adiye Dardan naal sanjhan pai gayian
************************************************
Ansuo ki likhawat ko padh na sakoge, Gile Kagaz pe kuch likh na sakoge, Yaad aayegi tumko hamari baate, Khokar jab tum hume pa na sakoge.
************************************************
Pathar Bana Diya Mujahy Rone Nahi Diya, Daaman Bhi Tere Gham Ne Bighone Nahi Diya..!! Tanhaiyan Tumhara Pata Poochhti Rahien, Shab Bhar Tumhari Yaad Ne Sone Nahi Diya..!! Ankhon Mein Akar Beth Gai Annsoon Ki Lehar, Palkon Pe Koi Khoawab Peerone Nahi Diya..!!
************************************************
Baki nahi alfaz baya karne ko meri mohhabat ke dasta, Ho sake to tu hi ab kuch yaki karle, Ess daur mai ab tah umar sochne ke jajba nahi hota hai kahi, Hum to akhri lamhe mai bhi tere naam ko sath liye jane ka jaaba rakte hai.
************************************************
Itbar wo kaise kare jinhe khud hi khud ki kismat pe etbar nahi, pyar vo kaise kare jinke hisse mein pyar hai hi nahi
************************************************
tum na aao to bechain rehta hai dil mera dekh ker tumko chain khota hai dil mera kese aayega mere dil ko karar pata nahi ki teri yad me pal pal dil rota hai mera
************************************************
Umeed ka daman chod to diya hamne, apne hathon se apna Dil tod to liya hamne, Jane kahan se le aati hai uski yaad in ankhon me pani? katra katra ansuon ka in ankhon se nichod to liya hamne....